Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar
Jaayein Na Ghar, Jaaye Na Ghar
Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar
Jaayein Na Ghar, Jaaye Na Ghar
Hai Saath Tu Kya Hai Fikar
Jaayein Na Ghar Aa Raat Bhar
Jaayein Jahan, Jahan, Jahan Dil Kare
Jaane Kahan, Kahan, Kahan Phir Milein
Is Raat Mein Beete Umar, Saari Umar
Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar
Jaayein Na Ghar, Jaaye Na Ghar
Raat Mujhey Kyun, Jaane Lage Yun
Kehti Hai Khud Ko Badal De Tu
Ho. Raat Mujhe Kyun, Jaane Lage Yun
Kehti Hai Khud Ko Badal De Tu
Chand Ko Chakh Le, Taaro Ko Pee Le
Aaj Na Zara Thoda Sa Jee Le Tu
Toh Chal Chale, Gire, Pade, Uthey, Udhey
Aa Tujh Ko Laga Doon Mein Mere Par
Iss Raat Mein Beetey Umar, Saari Umar
Aa Raat Bhar, Aa Raat Bhar
Jaaye Na Ghar, Aa Raat Bhar
Namkeeniyan Hain, Nazdeekiyan Hain
Rang Hi Rang Hai Nazaaron Mein
Haa Namkeeniyan Hain, Nazdeekiyan Hain
Rang Hi Rang Hai Nazaaron Mein
Hashne Lagi Hoon Fhansne Lagi Hoon
Armaan Dil Mein Hazaaron Hain
To Paar De Sabhi Hadein
Gale Lagein, Kabhi Bhi Nahi Hone Dein Sehar.
Iss Raat Mein Beetey Umar Saari Umar
Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar
Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar
Jaayein Na Ghar Jaaye Na Ghar
Aa Raat Bhar